Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Yaad Teri Aaye Jaaye

Script

Verse 1

Ek Pal Mein Kya Se Kya Hua Jadoo Se Kya Chala Tujh Se Juda Hua Tho Aaj Khud Se Juda Hua||2 Aaye Yaad Teri Aaye..Oooo..Jaaye Jaan Bhi Na Jaaye Aaye Yaad Teri Aaye..Oooo..Jaaye Jaan Bhi Na Jaaye

Verse 2

Suna Suna Sa Hai Mausam Ojhal Si Shyam Hai Tanhan Tanhan Sa Har Rastha Tanhan Makaam Hai Gum Sum Gum Sum Si Lagthi Hai Aayi Hai Jo Hawa Chupke Chupke Sab Se Chupke Rotha Hai Aasmaan Bejaan Dhadkane Meri Aankhon Mein Hai Dua Tujh Se Juda Hua Tho Aaj Khud Se Juda Hua.. Aaye Yaad Teri Aaye...Jaaye Jaan Bhi Na Jaaye

Verse 3

Kisne Socha Tha Aisa Bhi Aayega Ek Din Khaali Khaali Honge Har Palchin Tere Bin Bechaini Hai Bethaabi Hai Dil Hai Bhuja Bhuja Maara Maara Dewaano Sa Phirtha Yahan Wahan Saansein Ruki Ruki Meri Khamosh Hai Sadha Tujh Se Juda Hua Tho Aaj Khud Se Juda Hua.. Aaye Yaad Teri Aaye...Jaaye Jaan Bhi Na Jaaye ||Ek Pal