Main Sochata Hoon
Verse 1
-MALE-- Hm mm mm mm, hey aa aa ha ha
Verse 2
--FEMALE-- La la la la la la la, la la la
Verse 3
--MALE-- Main sochta hoon Tumhaari duniya se door maine Jo koi duniya bana li hoti To zindagi kitni khaali hoti Hm mm mm mm, hey aa aa ha ha
Verse 4
--FEMALE-- La la la la la la la, la la la Main sochti hoon Ke mere sapnon mein tum hi tum ho Yeh baat maine chhupa li hoti To zindagi kitni khaali hoti Main kya bataaoon ke tum se milke Main kis tarah se badal gayi hoon Ho, main phool banke mahek rahi hoon Main shamma banke pighal gayi hoon
Verse 5
--MALE-- Main sochta hoon Jo tum na laati haseen ujaale To raat hoti jo kaali hoti To zindagi kitni khaali hoti Hm mm mm mm, hey aa aa ha ha
Verse 6
--FEMALE-- Ho, la la la la la la la, la la la
Verse 7
--MALE-- Jo tum nahin thi to jaise meri Har ek khushi mein koi kami thi Main has raha tha magar in aankhon Mein phir bhi jaise koi nami thi
Verse 8
--FEMALE-- Main sochti hoon Jo aarzoo hai voh dil mein rehti Na humne lab se nikaali hoti To zindagi kitni khaali hoti
Verse 9
--MALE-- Main sochta hoon Tumhaari duniya se door maine Jo koi duniya bana li hoti
Verse 10
--FEMALE-- To zindagi kitni khaali hoti
Verse 11
--MALE-- Hm mm mm mm, hey aa aa ha ha
Verse 12
--FEMALE-- La la la la la la la, la la la