Tere Jaisa Yaar Kahan
Verse 1
Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana
Verse 2
Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana
Verse 3
Meri zindagi sawaari Mujhko gale lagake Baitha diya falak pe Mujhe khaat se oothake
Verse 4
Meri zindagi sawaari Mujhko gale lagake Baitha diya falak pe Mujhe khaat se oothake Yaara teri yaari ko Maine to khuda mana Yaad karegi duniya Tera mera afsana
Verse 5
Mere dil ki yeh dua hai Kabhi door tu na jaaye Tere bina ho jeena Woh din kabhi na aaye
Verse 6
Mere dil ki yeh dua hai Kabhi door tu na jaaye Tere bina ho jeena Woh din kabhi na aaye Tere sung jeena yahan Tere sung mar jaana Yaad karegi duniya Tera mera afsana
Verse 7
Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana