Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Tinku Jiya

Script

Verse 1

O lai gai O le lo baakhri, dilon ki saakhri Sun teri le zin, varna tu jhim jhim Palati chalti jaaye, dil kare haye haye Jawaan kar dil chali kyun, kar ke tu bye bye Garam garam tu jali jali, meri pataakha kahaan chali Garam garam tu jali jali, meri pataakha kahaan chali

Verse 2

Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya Isak ka manjan ghisey hai piya Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya Isak ka manjan ghisey hai piya

Verse 3

Sar pe masti chadhi, main deewaana ho gaya Jawaani ka mehnga khazaana ho gaya Kaali aankhon se kitna hungama ho gaya Jab jab dekhe tujhe tinku jiya, tinku jiya Isak ka engine jalaaye jiya Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya Isak ka manjan ghisey hai piya

Verse 4

Haye o cham cham, paaon mein tham tham Dhadakta jaaye dil, dhana dhan dham dham Arrey o chikni, arrey o item Arrey o beautiful, main bhi hoon handsome

Verse 5

Tinku hamaara cinema ka deewana Zor zor se gaaye gaana, zor zor se gaaye gaana Ho tinku hamaara cinema ka deewana Zor zor se gaaye gaana, zor zor se gaaye gaana Aisi villan jaisi baatein na kar Ban ja heroin dhadka de jiya

Verse 6

Joban pe daala hai taala piya, haan taala piya Isak ka manjan ghisey hai piya Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya Isak ka manjan ghisey hai piya

Verse 7

Teekhi nazar aur qaatil adaayein Saanjh dale kunne mein bulaayein, saanjh dale kunne mein bulaayein Haan teekhi nazar aur qaatil adaayein Saanjh dale kunne mein bulaayein, saanjh dale kunne mein bulaayein Kunne mein ik baar aa kar toh dekh Chilla ke bole gi, love you piya

Verse 8

Gappon ki baandhe tu kyun puliya, tu kyun puliya Isak ka manjan ghisey hai piya Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya Isak ka manjan ghisey hai piya

Verse 9

Ho sar pe masti chadhi, main deewaana ho gaya Jawaani ka mehnga khazaana ho gaya Kaali aankhon se kitna hungama ho gaya

Verse 10

Jab jab dekhe tujhe tinku jiya, tinku jiya Isak ka engine jalaaye jiya Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya Isak ka manjan ghisey hai piya Joban pe daala hai taala piya, haan taala piya Isak ka manjan ghisey hai piya