Tum Bhi Chalo Hum Bhi Chalen
Verse 1
ki: tum bhi chalo, ham bhi chalen, chalti rahe zindagi - 2 na zamin manzil, na aasmaaN, zindagi hai zindagi tum bhi chalo aa: la la la la ki: ham bhi chalen aa: la la la la ki: chalti rahe zindagi aa: la la la
Verse 2
ki: pichhe dekhen na, kabhi muD ke raahoN mein, ho.. jhoome meraa dil, tumhen leke baaNhoN mein ey ey dhaDkanoN ki zubaaN, nit kahe daastaaN pyaar ki jhil-mil chhaaoN mein, palti rahe zindagi aa: tum bhi chalo ki: huN aa: ham bhi chalen ki: huN aa: chalti rahe zindagi na zamin manzil, na aasmaaN, zindagi hai zindagi tum bhi chalo, ham bhi chalen, chalti rahe zindagi
Verse 3
aa: bahte chalen ham, masti ke dhaaroN mein, ho.. gooNje yahi dhun, sadaa dil ke taaroN mein, ey ey ab ruke na kahin, pyaar kaa kaarvaaN nit nayee rut ke rang mein, Dhalti rahe zindagi ki: tum bhi chalo aa: ham bhi chalen ki: chalti rahe zindagi
Verse 4
aa: na zamin manzil, na aasmaaN ki: zindagi hai zindagi tum bhi chalo aa: ham bhi chalen both: chalti rahe zindagi -2 la la la la, la la la -2