Mehndi Hai Rachnewali
Verse 1
Mehndi hai rachnewali Hathon mein gehri laali Kahin sakhiyaan ab kaliyaan Hathon mein khilne wali hain Tere manko jeevan ko Nai khushiyan milne wali hai
Verse 2
O hariyali banno Le jane tujhko gooeeyan Aane wale hain sahiyan Thamenge aake baiyan, goonjegi sahnaiyan Anganai anganai
Verse 3
Mehndi hai rachnewali Hathon mein gehri laali Kahin sakhiyaan ab kaliyaan Hathon mein khilne wali hain Tere manko jeevan ko Nai khushiyan milne wali hai
Verse 4
Gayen maiya aur moti Gayen behna aur bhabhi ki Mehndi khil jaye, rang laye hariyali banno Gayen phufi aur chachi Gayen nani aur dadi ki Mehndi man bhaye . saz jaye hariyali banno Mehndi roop sanware ho, mehndi rang nikhare ho Hariyali banni ke aanchal mein utrenge taare
Verse 5