Sapne Mein Aake Loot Gaya
Verse 1
Sapnay mein aake, loot gaya Sapnay mein aake, loot gaya Hai, kya kya mera, toot gaya Anchal mera kinch liya Kasake baahon mujhe, bhent liya Repeat above and then Kya kya mera toot gaya Sapnay mein aake, loot gaya Anchal mera kinch liya Kasake baahon mujhe, bhent liya Kya kya mera toot gaya Sapnay mein aake, loot gaya Chori uspe, sina chori, kuch aisa mera haal kiya~ (Dhol) Mein saari baat kahun kaise Usne jo kiya kamaal kiya Sheesha dekh ke sharmaavoun Apne aap se ghabaravoun Anchal mera kinch liya Anchal mera kinch liya Kasake baahon mujhe, bhent liya Kya kya mera toot gaya Sapnay mein aake, loot gaya Meri-neend khul gayi jaldi kyun Afsaus to bas is baat ka hai (Dhol) Phir aaj bulaoungi sapnay mein Yeh kissa pichli raat ka hai Ab kis baat ka rona hai-ji, ye to ek din hona hai ji Anchal mera kinch liya Kasake baahon mujhe, bhent liya Kya kya mera toot gaya Sapnay mein aake, loot gaya Anchal mera kinch liya Kasake baahon mujhe, bhent liya Kya kya mera toot gaya Sapnay mein aake, loot gaya...