Aa Jao Meri Tamanna
Verse 1
Thoda thehar thoda thehar Sune le zara sun le zara Dil keh raha dil keh raha Dil na saza Yun bewaja Rooth kar mujh se na ja bhi Bhool kar shikwa gila sabhi pyaar ka Aa jao meri tamanna Baahon mein aao Ke hona paaye judaa hum Aise mujhme samao
Verse 2
Ho har gadi lag rahi teri kami Le chali kis gali ye zindagi Hai pata lapata hoon pyaar mein Aunkahi aunsuni chahat jagi Jo hua pehle hua nahi Aaj tum kar lo zara yakeen pyaar ka Aa jao meri tamanna Baahon mein aao Ke hona paaye judaa hum Aise mujhme samao
Verse 3
Ho rutt jawan dil jawan hasrat jawan Tu hai to yeh bhi hai saare jawan Woh nagar woh dagar hogi haseen Tu mile pyaar se mujhko jaha Paana hai tujhko ye dil kahe Har gadi ab to nasha rahe pyaar ka Aa jao meri tamanna Baahon mein aao Ke hona paaye judaa hum Aise mujhme samao