Tuhe Raaja Mein Hoon Rani
Verse 1
tuhai raajaa mai hu raaNi phir bhi nahi hai baat puraani tuhai raajaa mai hu raaNi phir bhi nahi hai baat puraani dOnOnkii ik dil ki jabaanii shuru hui hai nayi kahaanii dOnOnkii ik dil ki jabaanii shuru hui hai nayi kahaanii
Verse 2
pyaar mE magan jheel hai gagan naam hai lagan saat hai pavan ham se door hai jindagii ki gham kyuu kahi rukE pyaar kE kadam taarOnse mulakhaat karE ujiyaarO ki baat karE chaand se jaakar sair karE duniyaa vaalOn sE na DarE duniyaa vaalOn sE na DarE
Verse 3
daDkanOn ki dhun sun merE sanam jaan hai terii jaan kii kasam mai terii jubaan tuu javaan kalam shaayarii ko dii ham nayaa janam ham se nayE gul kayii khilE darpan apni jameen pe khulE janam janam mE saat chalE jalnE vaalE aur jalE jalnE vaalE aur jalE