Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Awaara

Script

Verse 1

Awaara awaara Awaara awaara awaara Awaara awaara Awaara awaara awaara Hawa pe rakhe sookhe patte, awaara Hawa pe rakhe sookhe patte, awaara Paon zameen pe lagte hi udh lete hain dobara Awaara awaara awaara

Verse 2

Na shaakh jude, na jadh pakde Na shaakh jude, na jadh pakde Mausam mausam banjara Awaara awaara awaara Awaara awaara awaara

Verse 3

Jhonka jhonka yeh hawa Hoo jhonka jhonka yeh hawa Roz udaaye re Jaaki daar gayi woh toh beet gaya Jaaki maati gayi waka meet gaya Koi na bulaaye re Rut rang liye aayi bhi gayi Muthiyan na khuli berang rahi Sookha patta banjara Awaara awaara awaara Awaara awaara awaara

Verse 4

Haule haule yeh hawa Haule haule yeh hawa Khel khilaaye re Khole dhoop kabhi, ghole chhaon kabhi Kabhi pankh bane, bane paon kabhi Dhool dikhaaye re Koi thaa na mili na hawa na zameen Na umeed ugi na dilaasa kahin Udta jaaye bechara Awaara awaara awaara ...