Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Doosri Darling

Script

Verse 1

Meelon chal ke aaya, meelon se aaya Roose (Russia) ko koi pushkin hai Meri khatir Moscow chhoda Ishq mein yeh bhi mumkin hai

Verse 2

Darling, aankhon se aankhein chaar karne do Darling aankhon se aankhein chaar karne do Roko na roko na mujhko pyaar karne do Darling aankhon se aankhein chaar karne do Roko na roko na mujhko pyaar karne do Bekaif hai bahara, bechain jaane yaara Bulbulon ko abhi intezaar karne do Darling aankhon se aankhein chaar karne do

Verse 3

Tuhri baali, ek pahaadi, jisme pariyan rehti thi Khaaye barpah, milegi tujhko, saari pariyan, kehti thi

Verse 4

Darling, hadim hoon shehjaadi ko tyaar karne do Bekraar bekraar hai karaar karne do Dil-e-yaar dil-e-yaar ikhteyar karne do Darling aankhon se aankhein chaar karne do Bekaif hai bahara, bechain jaane yaara Bulbulon ko abhi intezaar karne do Darling aankhon se aankhein chaar karne do Roko na roko na mujhko pyaar karne do Darling aankhon se aankhein chaar karne do Roko na roko na mujhko pyaar karne do Darling aankhon se aankhein chaar karne do