Aaghaaz Lyrics
| Starring | Suniel Shetty, Sushmita Sen, Namrata Shirodkar, Suman Ranganathan |
|---|---|
| Music | Anu Malik |
| Director | Yogesh Ishwar |
| Producer | D Suresh Babu |
| Year | 2000 |
| Rating |
Mann Tera Mera Mann - Aaghaaz Lyrics
Mann Tera Mera Mann
--FEMALE--
Mann, tera mera mann ek rahe
Tera mera mann
--MALE--
Mohabbat ka matlab samajhne lagaa hoon - 3
Main dil banke tujh mein dhadakne lagaa hoon - 2
Mann, tera mera mann ek rahe
Tera mera mann
--FEMALE--
Mohabbat ka matlab samajhne lagi hoon - 3
Main dil banke tujh mein dhadakne lagi hoon - 2
Mann tera mera mann ek rahe
Tera mera mann
--MALE--
Dekhoon jahan pyar hi pyar ho
Aisa khayaalon ka sansaar ho
--FEMALE--
Nanhe khilauno se bhar jaaye ghar
Ghar ko lage na kisi ki nazar
--MALE--
Yahi soch ke main tapadne lagaa hoon
Main dil banke tujh mein dhadakne lagaa hoon
--FEMALE--
Main dil banke tujh mein dhadakne lagi hoon
--MALE--
Vaadi mein goonjegi shehnaaiya
Mitjaayengi saari tanhaaiya
--FEMALE--
Mehndi mahabal lagaaoongi main
Sindoor sapne sajaaoongi main
Isi arzoo se mahekne lagi hoon
Main dil banke tujh mein dhadakne lagi hoon
--MALE--
Main dil banke tujh mein dhadakne lagaa hoon
--FEMALE--
Mohabbat ka matlab samajhne lagi hoon
Main dil banke tujh mein dhadakne lagi hoon
--MALE--
Main dil banke tujh mein dhadakne lagaa hoon
Recommended Top Lyrics
Dream Girl
Laxmikant Pyarelal
Ji Chahta Hai
Kalyanji Anandji
Josh
Anu Malik
Kya Kool Hai Hum
Anu Malik
Warning
Meet Bros Anjjan, Sharib Sabri, Toshi Sabri
