Aap Kaa Surroor The Movie Lyrics

Tere Bina - Aap Kaa Surroor The Movie Lyrics


Tere Bina

oooooooooooo huzoor, tera tera tera suroor

na meri saansein chale, na mere palchhin kate
beete na tere bina, tere bina, tere bina aa aa aa.....
(tera bina - 6) - 2
tere yaad mein kitane mere aansu gire, na maine gina
tere bina - 6

tune diya dard-e-jigar, dil pe huwa aisa asar
aakhein band jab karuun, tera hi ek chehara
lamha lamha yaara aaye nazar
teri kashish tadpaati hai, paagal mujhe kar jaati hai
doorie teri anjaane mein, mere kareeb tujhe laati hai
dil ki lagi jo main?? aashiqui, sehna yahaan mushkil hai bada
(tera bina - 6) - 2
bhagbvaan ka screenplay bhi ajeeb hai
kabhi kisi ko mukkmal jahaan nahin milata
jaanu yeh main jaane khuda, tujhpe sada hak hai mera
daava hai yeh mera, aashiqui yeh meri
dhadkano mein teri reh jaayegi
kahati meri deewaanagi, rooh mein tu hi tu basi
viraaniyo ka hai sama, tere siva yeh zindagi
kya yeh zameen, kya asamaan, sone mere hai dono jahaan
tera bina - 6
na meri saansein chale, na mere palchhin kate
beete na tere bina, tere bina, tere bina aa aa aa.....
tere bina - 6

3 Comments