Main Chala - Black N White Lyrics


Main Chala

Na na ra ta ra ta .. ta ra ta
Na na ra ta ra na
De ra de na

Main chala main chala
Is gali uss gali
Is dagar uss dagar
Is taraf uss taraf
Saath mere chale zindagi ka safar

Main chala main chala
Is gali uss gali
Is dagar uss dagar
Is taraf uss taraf
Saath mere chale zindagi ka safar

Main chala main chala

Aaaaaa堡aaa塡aa塡aaa

Ajnabee raste, ajnabee hai jahan
Main kahan se kahan aa gaya hun yehan

Ajnabee raste, ajnabee hai jahan
Main kahan se kahan aa gaya hun yehan
Saath rango ki hai teri duniya haseen
Hai ujala kahin tho andhera kahin
Hai kahin shayam tho kyun kahin hai sehar
Main chala main chala

Kaisi hai uljane kaise halat hai
Dil main umdhe yeh kaise zajbath hai

Kaisi hai uljane kaise halat hai
Dil main umdhe huwe kaise zajbath hai
Hai dhuwa hi dhuwa rasthon ke nishan
Har kadam par mere honsle hai jawan
Meri manzil mujhe aa rahi hai nazar

Main chala main chala
Is gali uss gali
Is dagar uss dagar
Is taraf uss taraf
Saath mere chale zindagi ka safar.

Main chala main chala
Main chala main chala

4 Comments