Abhi Nahin Jaana - Chor Mandli Lyrics


Abhi Nahin Jaana

Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana
Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana
Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana
Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana

Dil ka to kya hai, yeh to hai deewana
Dil ka to kya hai, yeh to hai deewana
Iski baaton mein mujhe nahi aana
Iski baaton mein mujhe nahi aana

Shaam ke rang khile hain
Mauke se hum bhi mile hain
Shaam ke rang khile hain
Mauke se hum bhi mile hain
Aur abhi honge shuru pyaar ke jo silsile hain
Pyaar ke jo silsile hain

Dil ko sambhaalo, maane to mana lo
Dil ko sambhaalo, maane to mana lo
Yeh zid nahi achhi, dil ko samjhaana
Yeh zid nahi achhi, dil ko samjhaana

Jadoo tera chalne laga hai
Dil mera pighalne laga hai
Jadoo tera chalne laga hai
Dil mera pighalne laga hai
Tujhse door jaane ko faisla badalne laga hai
Faisla badalne laga hai

Shukriya tera kaha jo maana mera
Shukriya tera kaha jo maana mera
Aaja ab aake baahon mein samaa na
Aaja ab aake baahon mein samaa na

Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana
Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana
Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana
Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana

Haan, dil to yeh chaahe kabhi nahi jaana

Dil to yeh chaahe kabhi nahi jaana

4 Comments