Jigyaasa Lyrics

Baaton Hi Baaton Mein - Jigyaasa Lyrics


Baaton Hi Baaton Mein

baaton hi baaton mein do mulaakaaton mein - 2
tujhe de diya maine dil ajanabi
yeh pyar hain ya deewanagi
kyon hain mujhe tujh pe yakeen
teri panaahon mein zulfon ki chaanv mein - 2
gujar jaayegi ab meri zindagi
hogi na kam yeh chahat kabhi
teri kasam hain aye hamnashi
teri panaahon mein
iss dil ko tune chhuan dheere dheere
jo bhi huaan hain huaan dheere dheere
aah aah iss dil ko tune chhuan dheere dheere
jo bhi huaan hain huaan dheere dheere
rang laayi dil ki duaan dheere dheere
chali chahaton ki hawa dheere dheere
teri aashiqui hain meri zindagi
hogi na kam yeh chahat kabhi
yeh pyar hain ya deewanagi
baaton hi baaton mein
mohabbat hain kya yeh samajhne lage ham
khayalon mein tere ulajhane lage ham
ho mohabbat hain kya yeh samajhne lage ham
khayalon mein tere ulajhane lage ham
yeh kya keh diya ke behakne lage ham
chuaan tune aaise mehakne lage ham
hamein keh rahe hain deewana sabhi
hogi na kam yeh chahat kabhi
teri kasam hain aye hamnashi
baaton hi baaton mein do mulaakaaton mein - 2
tujhe de diya maine dil ajanabi
yeh pyar hain ya deewanagi
kyon hain mujhe tujh pe yakeen
teri panaahon mein zulfon ki chaanv mein - 2
gujar jaayegi ab meri zindagi
hogi na kam yeh chahat kabhi
teri kasam hain aye hamnashi
teri panaahon mein

3 Comments