Na Hai Zameen Na Aasman - Khel 1992 Lyrics


Na Hai Zameen Na Aasman

sa: ( na hai zamin, na aasmaaN
laaye kahaaN ho hamko
a: baadal nagar hai meraa ghar
laayaa jahaaN hooN tumko ) -2
sa: chhoDo hansi, baadal mein bhi, koi bhalaa rahtaa hai
a: aa dekh le in aaNkhoN se, deevaanaa sach kahtaa hai
sa: na hai zamin, na aasmaaN
laaye kahaaN ho hamko
a: baadal nagar hai meraa ghar
laayaa jahaaN hooN tumko
sa: teri is nagri mein, kaise raste hain en
a: pair sitaaroN par rakhkar chalte hain en
sa: teri is nagri mein, kaise raste hain en
a: pair sitaaroN par rakhkar chalte hain
sa: ik taaraa vo chaltaa hai jo, de do mujhe vo naginaa
a: ab chaaNd hai bindiyaa teri, soorat teraa aainaa
sa: na hai zamin, na aasmaaN
laaye kahaaN ho hamko
a: baadal nagar hai meraa ghar
laayaa jahaaN hooN tumko
sa: pyaar ke ye do pal, hamko gheren hain en
a: dhundhle ujaale hain en en, ujle andhere hain en
sa: pyaar ke ye do pal, hamko gheren hain en
a: dhundhle ujaale hain, ujle andhere hain
sa: ye pyaar ke baadal ghane kal ko pighal jaayen to
a: sun ai hasin ham vo nahin, ik din badal jaayen jo
sa: na hai zamin, na aasmaaN
laaye kahaaN ho hamko
a: baadal nagar hai meraa ghar
laayaa jahaaN hooN tumko
sa: chhoDo hansi, baadal mein bhi, koi bhalaa rahtaa hai
a: aa dekh le in aaNkhoN se, deevaanaa sach kahtaa hai
sa: ( huN huN huN huN
a: huN huN ) -2
sa: la la la la la, la-la-la
a: ( huN huN huN huN
sa: huN huN ) -2
both: la la la la la, la-la-la

3 Comments