Dil Na Diya - Krrish Lyrics


Dil Na Diya

Oh baby
hey...hey
dil na diya
dil na diya...di di dillll
dil na liya, dil na diya
bol bolo na bolo kya kiya
dil na liya, dil na diya
bol bolo na bolo kya kiya
aake duniya mein bhi agar pyar na kiya toh kya kiya
aake duniya mein bhi agar pyar na kiya toh kya kiya
tune chaand pe bhi jamaye kadam,
dariya mein bhi ghar hai banaya
teri jaado ne ek rote huye insaan ko hai hasan sikhaya
upar wala bhi haske ek din yeh tumse pooche ga
dil na liya, dil na diya
bol bolo na bolo kya kiya
aake duniya mein bhi agar pyar na kiya toh kya kiya
aake duniya mein bhi agar pyar na kiya toh kya kiya
yeh jeevan bhi ek circus hai abhi ssdhe the abhi ulte
jisse pyar mila woh seedha hua warna latke toh latke
bas itni si hai baat hai sachchi, tu bhi isko maan le
dilllll
dil na liya...liya
dil na diya...diya
dil na liya, dil na diya
bol bolo na bolo kya kiya
aake duniya mein bhi agar pyar na kiya toh kya kiya
aake duniya mein bhi agar pyar na kiya toh kya kiya
dil na liya...dil na diya
dil dil dil dil pyar dil dil pyar dil dil dil

2 Comments