Kyon Ki Itna Pyar (Part 3) - Kyon Ki Lyrics


Kyon Ki Itna Pyar (Part 3)

Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum
kiya jaanloge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum
kiya jaanloge hamare sanam
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum
kiya jaanloge hamare sanam
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum
hamare dil ki tum thodi si kadar karlo
hum tum pe marte hain thodi si fikar karlo
fikar karlo...
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum
kiya jaanloge hamare sanam
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum
Tune oh jana deewana kiya hai, deewana kiya is kadar
deewana kiya is kadar...
chahaat mein teri bhulaya jahaan ko na dil ko kis ki kahbar
na dil ko kisi ki khabar...
Rago mein mohabbat ka ehsaas zara bharlo
Hum tum pe marte hain thodi si fikar karlo
Fikar karlo...
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum
kiya jaanloge hamare sanam
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum
tumse hain saanse tumhi se hai dhadkan tumhi se hai deewangi
tumhi se hai deewangi...
Rab ne hume di hai jaane tamanna tumhare liye zindagi
tumhare liye zindagi...
Vaada sang jine ka tum jaane jigar karlo
Hum tum pe marte hain thodi si fikar karlo
Fikar karlo...
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum
Kiya jaanoge, kiya jaanoge, kiya jaanoge..hamare sanam

1 Comments