Phir Milenge Lyrics
Starring | Shilpa Shetty, Abhisheik Bachchan, Salman Khan |
---|---|
Music | Shankar Mahadevan , Ehsaan , Loy Mendonsa |
Director | Revathy |
Year | 2004 |
Rating |
Jeene Ke Ishare - Phir Milenge Lyrics
Jeene Ke Ishare
Kuch Khushbuyen
Yaadon Ke Jungal Se Beh Chali
Kuch Khidkiyan
Lamhon Ke Dastak Pe Khul Gayi
Kuch Geeth Purane Rakhe The Sirhaane
Kuch Sur Kahin Khoye The Bandish Mil Gaye
Jeene Ke Ishare Mil Gaye
Bichde The Kinare Mil Gaye
Meri Zindagi Main Teri Baarish Kya Hui
Mere Raste Darya Bane Behne Lage
Meri Karvaton Ko Tune Aake Kya Chhua
Kahin Khwab Neendon Ki Gali Rehne Lage
Jeene Ke...Kinare Mil Gaye
Meri Loh Havaaon Se Jhagadkar Lee Uthi
Mere Har Andhere Ko Ujale Pee Gaye
Tune Hasken Mujhse Muskurane Ko Kaha
Mere Man Ke Mausam Gulmohar Se Ho Gaye
Jeene Ke...Kinare Mil Gaye
Kuch Khushbuyen, Saanso Se Saanso Me Ghul Gayi
Kuch Khidikyan, Aankhon Hi Aankhon Me Khul Gayi
Kuch Pyaas Adhuri
Kuch Shyam Sindhoori
Kuch Reshmi Gunahon
Main Rate Dhal Gaye
Jeene Ke Ishare Mil Gaye
Bichde The Kinare Mil Gaye