Rakht Lyrics
| Year | 2000 |
|---|---|
| Rating |
Hadh Se Jyada Sanam (Sad) - Rakht Lyrics
Hadh Se Jyada Sanam (Sad)
Dil ka armaan thi, tu meri jaan thi
Tu meri zindagi, meri pehchaan thi
Tune dil tod ke, barbaad kiya
Barbaad kiya, barbaad kiya
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2
Tera gham sataaye, meri jaan jalaaye
Ye dard-e-judaai, ab saha na jaaye
Ab saha na jaaye
Tera gham sataaye, meri jaan jalaaye
Ye dard-e-judaai, ab saha na jaaye
Tune jeena mera, dushwaar kiya -2
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2
Dil ka armaan thi, tu meri jaan thi
Tu meri zindagi, meri pehchaan thi
Tune dil tod ke, barbaad kiya
Barbaad kiya, barbaad kiya
Recommended Top Lyrics
Pyaar To Hona Hi Tha
Jatin Lalit
Maajboor
Kalyanji Anandji
Guide
Burman S D
The Blue Umbrella
Vishal Bharadwaj
No One Killed Jessica
Amit Trivedi
