Saathi Lyrics
| Starring | Anchal Anand, Divvij Kak, Rupa Dutta, Sameer Ali Khan |
|---|---|
| Music | Nikhil Vinay , Milind Sagar |
| Director | Faaiz Anwar |
| Producer | Dreamcraft Productions |
| Year | 2005 |
| Rating |
Tumse Dil Kya Laga Liya - Saathi Lyrics
Tumse Dil Kya Laga Liya
Tumse dil kya laga liya humne
Tumse dil kya laga liya humne
Khud ko pagal bana liya humne
Tumse dil kya laga liya humne
Tumse dil kya laga liya humne
Khud ko pagal bana liya humne
Tumse dil kya laga liya humne
Aaj honthon pe tham gayi aahein
Aaj aakhon mein khwaab jalte hain
Kal jahaan pyaar mehka mehka tha
Aaj us dil mein zakhm palte hain
Dard seh seh ke muskuraate hain
Dard seh seh ke muskuraate hain
Aansuon ko chhupa liya humne
Tumse dil kya laga liya humne
Uljhi uljhi si zindagi le kar
Hum yeh kis mor par chale aaye
Bewafa tum nahi chalo maano
Tum bhi hum ko samajh nahi paaye
Jo bhi ilzaam is jahaan ne diya
Jo bhi ilzaam is jahaan ne diya
Haste haste utha liya humne
Tumse dil kya laga liya humne
Tumse dil kya laga liya humne
Tumse dil kya laga liya humne
Khud ko pagal bana liya humne
Recommended Top Lyrics
Rangeela
AR Rahman
Nausherwan Adil
Ramchandra C
Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai
Nikhil-Vinay
Deedar 1970
Usha Khanna
Horn Ok Pleassss
Lalit Pandit
