Singham - Singham Lyrics

Singham

Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
Jab khabar uthe ke aawe, Singham

Na agan jale na magan jale
Bas kehar chale jab aawe, Singham

Buron ko khench ke khench ke dhool dabeech ke lehpath padh jaaye
Bhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaaye
Na kisi se yeh kam, bada iss mein hai dum
Nar Singh hai yeh Singham

Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
Jab khabar uthe ke aawe, Singham

Na agan jale na magan jale
Bas kehar chale jab aawe, Singham

Dil toh saccha hai, iss dil mein rakh loon
Sapna accha hai palkon se dhaklo

Dil-vil se toh hai yeh ik baccha, sharaarat karta hi phire
Agar kabhi samjhe iss ko koi kaccha, ghusa hi mile
Taaza hai hawa ka yeh jhoka, yahan wahan behta hi phire

Agar kabhi isska raasta roka, toofan sar chade

Buron ko khench ke khench ke dhool dabeech ke lehpath padh jaaye
Bhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaaye
Na kisi se yeh kam, bada iss mein hai dum
Nar Singh hai yeh Singham
Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
Jab khabar uthe ke aawe, Singham

Yeh na satka hai, raste se kathor
Tagda jhatka hai, dum hai toh chakh lo

Atrangi hai josh mein chalta
Bahoon mein bijli si chale
Bisre sholay sholay dushman toh raakh mein jaa miley
Jaise koi sher sehra mein chalta
Saara jag raundta chale
Yaaron bus ladhne ka isse chaska, parbat se bhide

5 Comments