Lamhaa Tera Mera - Zanjeer 2013 Lyrics


Lamhaa Tera Mera

Tum aur hum jo sath hain..
Khushnuma ahsaas hai..
Sab kuchh naya kyoon is tarah..
Lagne laga..

Hum aur tum yoon paas hain..
Zindagi kuchh khaas hai..
Ab mujh mein tu,, bas tu hi tu..
Milne laga haan..

Kya hai yeh..kya ye pyaar hai..
Humko hus pahli baar hai..
Jo bhi hai tere saath hai..
Yeh lamha tera-mera..

Hum aur tum jo sath hain..
Kya kahe kya baat hai..
Jeene ki tu saari wajah banne laga..

Tum aur hum yoon pass hai..
Do dil aur ek saans hai..
Her pal mein tu,, haan tu hi tu..
Milne laga..

Kya hai yeh.. Kya yeh pyaar hai..
Humko hua ye pahli baar hai..
Jo bhi hai tere saath hai..
Yeh lamha tera-mera..

Aankhon ne pahna chehra tera..
Dhadkan ne odhi khushboo teri..
Aankhon ne pahna chehra tera..
Dhadkan ne odhi khushboo teri..

Ji rahi hoon main har pal aahat teri..
Likh rahi hoon main
Mujh mein bas chaaht teri..
Aisa asar hai tera..

Yeh jo hai.. Yeh to pyaar hai..
Humko hua ye pahli baar hai..
Jo bhi hai tere saath hai..
Har lamha tera-mera

Har lamha tera-mera..hum donon jaisa
Har lamha tera-mera deewanon jaisa..
Har lamha tera-mera mohabbaton sa..
Har lamha tera-mera..

Hum aur tum yoon paas hain..
Zindagi kuchh khaas hai..
Ab mujh mein tu bas tu hi tu..
Milne laga haan..

Tum aur hum yoon pass hai..
Do dil aur ek saans hai..
Her pal mein tu haan tu hi tu..
Milne laga..

Kya hai yeh..kya ye pyaar hai..
Humko hua yeh pahli baar hai..
Jo bhi hai tere saath hai..
Yeh lamha tera-mera..

Kya hai yeh..kya ye pyaar hai..
Humko hua yeh pahli baar hai..
Jo bhi hai tere saath hai..
Yeh lamha tera-mera..

2 Comments