Dil Ka Aalam
Verse 1
ho ho ho, ho ho ho, ho ho ho, o o o o ( dil kaa aalam, main kyaa bataaooN tujhe -2 (ek chehre ne bahut) -2, pyaar se dekhaa mujhe ) -2 dil kaa aalam main kyaa bataaooN tujhe
Verse 2
vo mere saamne baiThi hai magar us se kuchh baat na ho payee hai main ishaara bhi agar kartaa hooN is mein ham donoN ki rusvaai hai -2 dil kaa aalam, main kyaa bataaooN tujhe -2
Verse 3
vo to hoNThoN se kuchh bhi kahti nahin uski aaNkhoN mein ik kahaani hai us kahaani mein naam hai meraa mujhpe kudrat ki maharbaani hai -2 dil kaa aalam, main kyaa bataaooN tujhe -2 (ek chehre ne bahut) -2, pyaar se dekhaa mujhe -2 dil kaa aalam main kyaa bataaooN tujhe