Tera Mera Pyaar - Remix
Verse 1
Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar Aa maang duaayein aisi Tera mera pyaar hua hai jag ko ho na khabar Aa maang duaayein aisi Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar Aa maang duaayein aisi Tera mera pyaar hua hai jag ko ho na khabar Aa maang duaayein aisi
Verse 2
Ab teri soch mein rehta hoon main Ab tere pyaar se, mehka hoon main Ab bewajah hassti hoon main Ab binte masti hoon main Ab mujhse nehti hoon main Ab mauj mein rehti hoon main
Verse 3
Ab teri soch mein rehta hoon main Ab tere pyaar se, mehka hoon main Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar Aa maang duaayein aisi Tera mera pyaar hua hai jag ko ho na khabar Aa maang duaayein aisi
Verse 4
Tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu
Verse 5
Jab tu hasse, tab main hassun Jab tu udaasi mein girti kabhi chaahun main ke tabhi Khushi koi la do abhi Jaanu nahi behka hoon kyun Kyun chaandni si lagey dhoop bhi pyaare mausam sabhi Naye huye jazbaat bhi
Verse 6
Ab dhoop si chadti hoon main Ab shaam si dalti hoon main Ab aag bin jalti hoon main Ab neendh mein jalti hoon main
Verse 7
Ab teri soch mein rehta hoon main Ab tere pyaar se, mehka hoon main
Verse 8
Thoda naya, thoda judaa Lagta hai woh din tu jis din mile mera yun dil khile Mitey khuda se bhi giley Saara jahan ho khushnuma Pyaara lagey raahon mein jo mile na rahe faasle Khushi koi angdaai le
Verse 9
Ab pyaar ki angdaai mein Ab bewajah sharmayi main Ab dhoondti tanhai main Ab toh rahun paglayi main
Verse 10
Ab teri soch mein rehta hoon main Ab tere pyaar se, mehka hoon main
Verse 11
Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar Aa maang duaayein aisi Tera mera pyaar hua hai jag ko ho na khabar Aa maang duaayein aisi
Verse 12
Tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu