Hindi · Movie Lyrics
Paas Aaya Kyon
Script
Verse 1
(jab rulaana hi tha tujhe toh phir hasaaya kyun saath rehkar bhi hai juda toh paas aaya kyun) - 3
Verse 2
(kyun yakin uth gaya dil se kahin wafaaon ka pyaar mehsus kyun hone laga gunaaho sa) - 2 aaya apane bich mein kisika saaya kyun jab rulaana hi tha tujhe toh phir hasaaya kyun saath rehkar bhi hai juda toh paas aaya kyun
Verse 3
(tu ajnabi ki tarah humase pesh aata hai chand lamhe bhi hamein tu na de paata hai) - 2 aisi kya hamane ki khata, hame sataaya kyun (jab rulaana hi tha tujhe toh phir hasaaya kyun saath rehkar bhi hai juda toh paas aaya kyun) - 2