Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Jane Kyon (Sufi Version)

Script

Verse 1

Jane kyon, har lamha hai tham gaya Jaane kyun, hoon zara jum gaya Jaane kyun, aankhen namm si hui Jaane kyun, manzilen kho gayi aur so gayi Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphaason ke yeh baatein Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun

Verse 2

Tujh bin jaane kyun Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphaason ke yeh baatein Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun Tujh bin jaane kyun

Verse 3

Jaane kyun, har lamha hai tham gaya Jaane kyun, hoon zara jum gaya Jaane kyun, aankhen namm si hui Jaane kyun, manzilen kho gayi aur so gayi Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphaason ke yeh baatein Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun Tujh bin jaane kyun

Verse 4

Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphaason ke yeh baatein Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun Tujh bin jaane kyun

Verse 5

Bas khushi ki talaash mein main toh yunhi chalta raha Jaane na dheere dheere yun chalte chalte yeh main kahan aa gaya Dekhenge mera rasta gham bhi kahin yeh socha na tha Maine inn raaston se mazaak mein raasta poocha na tha

Verse 6

Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphaason ke yeh baatein Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun Tujh bin jaane kyun

Verse 7

Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphaason ke yeh baatein Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun Tujh bin jaane kyun