Naache Dhin Dhin Dhintak
Verse 1
shankar ji ka damaru baaje, paarvati ka nandan naache - 2 barfile kailaashikhar par jai ganesh ki dhoom, (o jai ho.... - 4) shankar ji ka damaru baaje, paarvati ka nandan naache barfile kailaashikhar par jai ganesh ki dhoom naache dhin dhin dhintaak dhin - 2 naache dhin dhin - 2 dhintak dhintaak naache
Verse 2
manmohak manbhaavan natkhat mushak gan bhaage sarpat - 2 vighn vinaayak sankat mochan, (vakratund kajraare lochan - 3) jhume gaaye baaal ganesh, bhaktjano ki kate kalesh - 2
Verse 3
naache dhin dhin dhintaak dhin - 2 naache dhin dhin - 2 dhintak dhintaak naache
Verse 4
sunkar itna jyaada shor paarvati aayi uss or darkar maata uma ke aage dum dabaakar mushak bhaage par apani dhun mein mast gajaanan dhirak rahein hai bhulke tan mann
Verse 5
ganapati bappa morya, mangal murti morya....... (ganaa ho jai ho.....)