Piya
Verse 1
piyaan jab se more naina tohse lad gaye
Verse 2
piyaan jab se more naina tohse lad gaye - 2 baanwari si phiru tera intzaar karu kyun tadpa diya jiyaan jab se more naina tohse lad gaye - 2 baanwara sa phiru tera intzaar karu kyun tadpa diya jiyaan jab se more naina tohse lad gaye
Verse 3
tera roop chaandani si dhoop hai chandan sa mehka tan yeh khoob hai tera dhang aisa hai lajawaaab teri sharm haaye suroor hai tera roop chaandani si dhoop hai maalik ne tujhe banaake, phir tujh sang preet laga ke yeh karam hai kiya, re piyaan piyaan jab se more naina tohse lad gaye - 2 naina aa aa... jab se more naina jab se mo o o o... ree naina.... naina aa aa... naina aa aa aa...
Verse 4
tujko paake mere saajan yuun laga tapti zameen ko saawan ho mila tan mann ke madhuban ki har kali ko subah ki shabnam ka sang mila tujko paake mere saajan yuun laga tujke paake lagein hai aise kayi janmon ka haal jaise, maalik ne hai sun liya, re jiyaan jiyaan jab se more naina tohse lad gaye piyaan jab se more naina tohse lad gaye baanwari si phiru tera intzaar karu kyun tadpa diya jiyaan piyaan jab se more naina, lad gaye piyaan aaa jab se more naina tohse lad gaye haa aa aan, mm mm la la la jiyaan... lad gaye jab se more naina tohse lad gaye jiyaan