Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Sona Sona Roop Hai

Script

Verse 1

--FEMALE-- Ishq jiska naseeb hota hai, rab usi ke kareeb hota hai Ajnabi se mil gayi ankhiyaan, dil ka rishta ajeeb hota hai Sona sona roop hai, humko guroor hai Lut jaaoge tum haai rabba Kudi main haseen hoon, thodi namkeen hoon Mar jaaoge tum haai rabba Aag lagaayegi, dhoom machaayegi, shaamat aayegi Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2

Verse 2

--MALE-- Sona sona roop hai, uspe guroor hai Lut gaye hum to haai rabba Kudi yeh haseen hai, badi namkeen hai Mar gaye hum to haai rabba Ankhiyon se waarkar seene vich paarkar dil tadpaati hai Nazaakat aati hai, kamar balkhaati hai - 2

Verse 3

Bholi bhaali, yeh nashe di hai pyaali Ghaayal kar gayi, ho labon ki laali

Verse 4

--FEMALE-- Pyaari pyaari, main hoon ek chingaari Chhuo na na, ho main hoon kunwaari

Verse 5

--MALE-- Bane meri gharwaali, yeh laal paraande waali Gore gaal gulaabi, har ada hai matwaali

Verse 6

--FEMALE-- Sona sona roop hai, humko guroor hai Lut jaaoge tum haai rabba Kudi main haseen hoon, thodi namkeen hoon Mar jaaoge tum haai rabba Aag lagaayegi, dhoom machaayegi, shaamat aayegi Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2

Verse 7

--MALE-- Arre re teri yeh umar hai naadaani Ishq lada le, haan o deewaani

Verse 8

--FEMALE-- Oye hoye hoye hoye, tere jaise kayi dekhe hai deewaane Kar le chaahe, ho laakh bahaane

Verse 9

--MALE-- Arre bane raat ki rani, aa kar de shaam suhaani Ishq mein jal jaane de, yeh fala hai toofaani

Verse 10

--FEMALE-- Sona sona roop hai, humko guroor hai Lut jaaoge tum haai rabba Kudi main haseen hoon, thodi namkeen hoon Mar jaaoge tum haai rabba Aag lagaayegi, dhoom machaayegi, shaamat aayegi Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2

Verse 11

--MALE-- Hoye, sona sona roop hai, uspe guroor hai Lut gaye hum to haai rabba Kudi yeh haseen hai, badi namkeen hai Mar gaye hum to haai rabba Ankhiyon se waarkar seene vich paarkar dil tadpaati hai Nazaakat aati hai, kamar balkhaati hai - 2

Verse 12

--FEMALE-- Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2

Verse 13

--MALE-- (Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2)