Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Badal Jaye Duniya

Script

Verse 1

Badal Jaaye Duniyaa.N Na Badale.Nge Ham Tumhaarii Qasam Tumhaare Hai.N Ki Jab Tak Dam Me.N Hai Dam Tumhaarii Qasam Kaho Naam Kaa Ulfat Kaa Badanaam Kyo.N Hai Hamaarii Vafaa_O.N Pe Ilzaam Kyo.N Hai Bataao To Hogaa Tumhaaraa Qaram Tumhaarii Qasam Badal Jaaye Duniyaa.N ... Ye Maanaa Hai Mushkil Muhabbat Kii Raahe.N Agar Daal Do Tum Baaho.N Me.N Baahe.N Khushii Se Sahe.Nge Tumhaare Sitam Tumhaarii Qasam Badal Jaaye Duniyaa.N ... Jahaa.N Tak Jahaa.N Ke Nazaare Rahe.Nge Tumhaare Rahe Hai.N Tumhaare Rahe.Nge Na Dole.Nge Ulfat Me.N Apane Qadam Tumhaarii Qasam Badal Jaaye Duniyaa.N ...