Is Tarah Dekho Na Mujhko
Verse 1
--FEMALE-- Laa la la laa, la la la laa la la laa
Verse 2
--MALE-- Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana - 2 Ek nasha chhaaya hai hum par - 2 Hosh mein humko na laana
Verse 3
--FEMALE-- Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana Ek nasha chhaaya hai hum par - 2 Hosh mein humko na laana Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana
Verse 4
--MALE-- Shonkh nazar yeh mast adaayein, inpe aa marjaaye hum Is haseen mahaul se bachkar, bolo kyoon ghar jaaye hum Yun bahek jaane do dil ko, humko na kuch yaad rahe Aaj dil kuch maang raha hai, aaj na humse sharmaana Ek nasha chhaaya hai humpar - 2 Hosh mein humko na laana
Verse 5
--FEMALE-- Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana
Verse 6
Tere dil mein kya kya kuch hai, humne sab kuch jaan liya Tu hai ek awaara baadal, humne tujhe pehchaan liya Yun na bahek tu hosh mein aa re, baat na kar aisi vaisi Jhel na paayega o pagle, meri nazron ka nishaana Ek nasha chhaaya hai hum par Hosh mein humko na laana
Verse 7
--MALE-- Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana
Verse 8
--FEMALE-- Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana
Verse 9
--MALE-- Oh, ek nasha chhaaya hai hum par
Verse 10
--FEMALE-- Ek nasha chhaaya hai hum par
Verse 11
--BOTH-- Hosh mein humko na laana Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana
Verse 12
--MALE-- Is tarah na muskuraana
Verse 13
--FEMALE-- Is tarah na muskuraana