Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Mere Bina

Script

Verse 1

Mere bina main rehne laga hoon Teri hawa mein behne laga hoon Jaane main kaise, tera hua hoon Mujhe toh lagta hai main shayad tere dil ki dua hoon haan Tujhko jo paaya aha Toh jeena aaya Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaan Tujhko jo paaya aha Toh jeena aaya Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaan

Verse 2

Pehle se zyada Main jee raha hoon Jabse main tere, dil se juda hoon Raahon pe teri, main toh chala hoon Tu meri manzil hai tere kadmon pe bas rukne laga hoon haan

Verse 3

Tujhko jo paaya (tujhko jo paaya) aha Toh jeena aaya (jeena aaya) Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaan Tujhko jo paaya (tujhko jo paaya) aha Toh jeena aaya Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaan

Verse 4

Teri nazar mein nayi si adaa hai Naya sa nasha bhi ghula hai Kayi dino se bandha tha baadal jo Tere hi baalon mein khula hai Teri haddon mein, meri basar hai Ab tujhe bhi, jaana kidhar hai Jahan rahe tu, main woh jahan hoon Jise jiye tu, main woh samaa hoon Teri wajah se, naya naya hoon Pehle kaha na maine ab ye tumse kehne laga hoon

Verse 5