Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Tujhko Jo Paaya

Script

Verse 1

Mere bina main rehne laga hoon Teri hawa mein behne laga hoon Jaane main kaise, tera hua hoon Mujhe toh lagta hai main shayad tere dil ki dua hoon haan Tujhko jo paaya Toh jeena aaya Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaan haan Tujhko jo paaya aha Toh jeena aaya Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaan haan

Verse 2

Pehle se zyada Main jee raha hoon Jabse main tere, dil se juda hoon Raahon pe teri, main toh chala hoon Tu meri manzil hai tere kadmon pe bas rukne laga hoon haan

Verse 3

Tujhko jo paaya Toh jeena aaya Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaan haan Tujhko jo paaya Toh jeena aaya Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaan haan