Dhuaa
Verse 1
Na Raha Kahin, Yaadon Ka Karvaan Bik Chuka Yoohi Hone Ka Har Nishan Kyoon Bhooli Inhein Zamin Kyoon Bhoola Ye Aasmaan Na Jaane Ye Kho Gaye Kahan
Verse 2
Rang Khwabon Ke Jinke Khoon Se Range Raste Naye, Junoon Se Bane Kyoon Bhooli Inhein Zamin Kyoon Bhoola Ye Aasmaan Na Jaane Ye Kho Gaye Kahan
Verse 3
Sitare Bhi Jinko Na De Sake Panah Kahani Ye Unki Jinhein Bhoole Do Jahan Humne Kar Diya Jinhein Dhuaan
Verse 4
Maangna Nahin Bas Dena Hai Jinki Zubaan Loot Kar Jinhein Humne Baandha Hai Ye Sama Jo Bhooli Inhein Zamin Jo Bhoola Ye Aasmaan Na Kehlayenge Hum Insaan
Verse 5
Sitare Bhi Jinko Na De Sake Panah Kahani Ye Unki Jinhein Bhoole Do Jahan Humne Kar Diya Jinhein Dhuaan
Verse 6
Sitare Bhi Jinko Na De Sake Panah Kahani Ye Unki Jinhein Bhoole Do Jahan Humne Kar Diya Jinhein Dhuaan
Verse 7
Kyoon Humne Kar Diya Unhein Dhuaan Kyoon Humne Kar Diya Unhein Dhuaan.