Khud Ko Maar Daala Re
Verse 1
khud ko maar dala re khud ko maar dala - 2 deemag tha mere paas phir bhi na chala saala khud ko maar dala re khud ko maar dala - 2 deemag tha mere paas phir bhi na chala saala khud ko maar dala re khud ko maar dala
Verse 2
(bhid baad main kati patang ho gaya jeene ka dhang bedhang ho gaya) - 2 samundar main aake mil gaya gali ka nala re khud ko maar dala re khud ko maar dala - 3 saala
Verse 3
(kal chala gaya kal ka kya pata aaine main bhi arey tu hain lapata) - 2 ban gaya tu ban gaya tu bina chavi ka taala re khud ko maar dala re khud ko maar dala - 3 saala
Verse 4
noch noch ke dost chal diye kutch nahi bachaya sab nigal gaye haath phas gaya haath peetche kab daala re khud ko maar dala re khud ko maar dala - 3 deemag tha mere paas phir bhi na chala saala khud ko khud ko khud ko maar dala re saala