Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Aur Kya Zindagani Hai

Script

Verse 1

Kal Talak Jo Sach Tha Woh Ban Gaya Afsaana Tinka Tinka Bikhra Loota Woh Aashiyaana Pal Mein Ban Gaye Saare Apne Begaane Yaad Bahut Aate Hain Guzre Zamaane Bus Tabaahi Hai Ghum Ke Saye Hai Suni Aankhon Mein Sirf Paani Hai Aur Kya Zindagaani Hai Ohh Aur Kya Zindagaani Hai