Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Ek Raja Hai Ek Rani Hai

Script

Verse 1

Ek Raja Hai Ek Rani Hai Pass Paisa Hai Aur Jawani Hai Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai Sab Naseebo Ki Yeh Kahani Hai Teri Chaahat Ki Sab Nishaani Hai Aur Kya Zindagani Hai Aur Kya Zindagani Hai Ghar Hai Ek Mandir Tum Mere Devtaa Ho Maine Rab Se Maangi Wohi Tum Dua Ho Kaun Hame Duniya Mein Itna Pyaar Dega Itni Khushi Aur Aisa Sansaar Dega Mujhe Rehna Hai Inhi Charnon Mein Umer Baho Mein Youn Bitani Hai Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai

Verse 2

Aisi Apni Dosti Hai Aisa Dostana Yaad Karega Hum Ko Sara Zamana Dosti Pe Bilkul Na Karna Bharosa Dost Banke Dete Hai Log Yahan Dhoka Dosti Hum Na Kabhi Todenge Aaj Humne Ye Dil Mein Thaani Hai Aur Kya Zindagani Hai Oh Oh Aur Kya Zindagani Hai

Verse 3

Aisi Gulshan To Baharoon Mein Khila Karti Hai Aise Maa Baap Naseebo Se Mila Karte Hai Maine Har Roj Dua Mangi Hai Teri Khaatir Mera Har Khwaab Bangaya Hai Hakeeqat Aakhir In Rishto Ko Hum Nibhaaenge Apni Pooja Bhi Aazmani Hai Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai Ek Raja Hai Ek Rani Hai Teri Chaahat Ki Sab Nishaani Hai Sab Naseebo Ki Yeh Kahani Hai Karam Uska Meherbani Hai Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai Aur Kya Zindagani Hai Oh Aur Kya Zindagani Hai