Dil Ki Hai Tamanna
Verse 1
Na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna Meri hai tamanna meri bann tu mujhko bhi hai bas tera bann na Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani Arrey ho na kyun hairaani Jo pyaas hai kyun peetay nahin paani
Verse 2
Na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna Meri hai tamanna teri bannu main mujhko bhi hai bas mera bann na Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani Arrey ho na kyun hairaani Jo pyaas hai kyun peetay nahin paani
Verse 3
Hum jab mil gaye hain, phir kyun yeh faasle Paas aake bhi hum kuch door se hain Kyun jijke se hain dono Kyun pitke se hain dono Kya jaane hum kyun yun majboor se hain
Verse 4
Mere aankhon mein sitaare hain Sharmeelay se ishaare hain Inko zara toh dekho tum, inko toh samjho
Verse 5
Kyun ho gayi ho sharmeeli, jo hai baat dil ki rangeeli Yeh sharm-warm tum chhodo, hum se toh keh do Jo dhadkan mein, saanson mein, ik raaz hai chhupa Aa duniya se keh de hum, mere saathiya
Verse 6
Na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna Meri hai tamanna meri bann tu mujhko bhi hai bas tera bann na Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani Arrey ho na kyun hairaani Jo pyaas hai kyun peetay nahin paani
Verse 7
Jab do dilon ka kehna hai, ab saath humko rehna hai Jab dono dil dhadkte hain, toh kya hai mushkil Bas itni si shikaayat hai, chup rehne ki jo aadat hai Chhodo kabhi toh tum keh do, jo kehta hai dil
Verse 8
Jo dhadkan mein, saanson mein, ik raaz hai chhupa Aa duniya se keh de hum, mere saathiya
Verse 9
Na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna Meri hai tamanna meri bann tu mujhko bhi hai bas tera bann na Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani Arrey ho na kyun hairaani Jo pyaas hai kyun peetay nahin paani
Verse 10