Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Main Chali

Script

Verse 1

Yeh roop aur yeh rangat Yeh chaal aur yeh nazaakat Kaisi hai yeh kayaamat Ab koi kya kahe Yeh roop aur yeh rangat Yeh chaal aur yeh nazaakat Kaisi hai yeh kayaamat Ab koi kya kahe

Verse 2

Main chali toh jhoom uthi zindagi Main chali toh jaag uthi roshni Mausam naya, nayi nayi hawaein hain Main hoon nayi, nayi meri adaayein hain Main chali toh jhoom uthi zindagi Main chali toh jaag uthi roshni Mausam naya, nayi nayi hawaein hain Main hoon nayi, nayi meri adaayein hain

Verse 3

Teri zulf ki ghataayein, teri shok si nighaahein Kaisi hai yeh balaayein, ab koi kya kahe Teri zulf ki ghataayein, teri shok si nighaahein Kaisi hai yeh balaayein, ab koi kya kahe

Verse 4

Duniya badli hai mera andaaza kyun badle Sab kuch toh hai badal gaya Goonja hai jo geet naya toh saaz na kyun badle Mera bhi sur hai naya Nayi nayi si hai meri raah Naya naya mera safar hai Nayi nayi si hai meri chaahein Nayi nayi meri nazar hai Haan nayi nayi meri nazar hai

Verse 5

Tere nain hai niraale, madira ke jaise pyaale Sambhle na dil sambhaale, ab koi kya kahe Tere nain hai niraale, madira ke jaise pyaale Sambhle na dil sambhaale, ab koi kya kahe

Verse 6

Dil chaahe ke leke sitaare haar bana loon main Chaand ho mere bin diya Saagar ki saari lehrein aaja mein saja loon main Jaane kyun chaahe yeh jiya Koi samjhe toh samjhe deewane Mujhko hai parwah kya Main jaane toh bas itna hi jaanu Dil dhoondhta hai raah kya Oo dil dhoondhta hai raah kya

Verse 7

Tu hai kaise rang laayi, kaisi tarang laayi Kaisi umang laayi, ab koi kya kahe Tu hai kaise rang laayi, kaisi tarang laayi Kaisi umang laayi, ab koi kya kahe

Verse 8

Main chali toh jhoom uthi zindagi Main chali toh jaag uthi roshni Mausam naya, nayi nayi hawaein hain Main hoon nayi, nayi meri adaayein hain Oo ..