Yaad Aa Raha Hain
Verse 1
Yaad aa raha hai, tera pyaar
Verse 2
Yaad aa raha hai, tera pyaar Kahan hum kahan tum Hue tum kahan gum Aa bhi ja aa bhi ja ek baar Yaad aa raha hai, tera pyaar Kahan hum kahan tum Hue tum kahan gum Aa bhi ja aa bhi ja ek baar Yaad aa raha hai, tera pyaar
Verse 3
Aye dil, main wahi tu wahi Wahi hain yeh duniya ke mele Bicchde woh din, jaane kahan
Verse 4
Roothey, sab yahan jaane kahan Reh gaye hum toh akele Awaaz de kisko yahan Yaad aa raha hai, tera pyaar
Verse 5
Vaada, vaada raha saathi mere tere liye gaata chala jaaun Tum mera dil, tum meri jaan
Verse 6
Jeena, jeena mere jeena yehi tere liye zindagi lutaun Tu jo nahi, kya hai yahan
Verse 7
Yaad aa raha hai, tera pyaar Kahan hum kahan tum Hue tum kahan gum Aa bhi ja aa bhi ja ek baar Yaad aa raha hai, tera pyaar