Mere Khuda
Verse 1
Mere khuda.. Mere khuda.. Mere khuda..
Verse 2
Zindagi leti hai kaise intehaan Kabhi cheeney hai zameen yeh Kabhi cheeney aasmaan Zindagi leti hai kaise intehaan Kabhi cheeney hai zameen yeh Kabhi cheeney aasmaan Mere khuda, tu raah dikha Raah dikha, aye mere khuda
Verse 3
Raah dikha mere khuda Mere khuda raah dikha Raah dikha mere khuda Mere khuda raah dikha Raah dikha mere khuda Mere khuda raah dikha Raah dikha mere khuda Mere khuda raah dikha Mere khuda…
Verse 4
Tune mujhe tha insaan banaya.. Ho.. phir kyun maine tujhe itna rulaaya Ho.. tune mujhe tha insaan banaya Phir kyoon maine tujhe itna rulaaya Khud ko ab tak samajh na paya Tune kara di mujhse..meri pehchaan
Verse 5
Raah dikha mere khuda Ho.. raah dikha mere khuda Raah dikha mere khuda
Verse 6
Ho.. ishq ki keemat maine na jaani Ho.. kyun hui meera krishan diwaani Ishq ki keemat maine na jaani Kyun hui meera krishan diwaani Kaam agar tere aaye na jawaani Mita doon main iske.. naam-o-nishaan
Verse 7
Zindagi leti hai kaise intehaan Kabhi cheeney hai zameen yeh Kabhi cheeney aasmaan Mere khuda, tu raah dikha Raah dikha, aye mere khuda
Verse 8
Raah dikha mere khuda Mere khuda raah dikha Raah dikha mere khuda Mere khuda raah dikha Raah dikha mere khuda Mere khuda raah dikha Raah dikha mere khuda Mere khuda raah dikha Raah dikha mere khuda Mere khuda raah dikha Raah dikha mere khuda Mere khuda raah dikha Raah dikha…