Jigyaasa (Remix)
Verse 1
kisi ke dil mein khwaahishen kisi ke dil mein hasraten kisike dil mein jigyasa yaha har shaks hain pyasa - 2 kisi ke dil mein khwaahishen kisi ke dil mein hasraten kisike dil mein jigyasa yaha har shaks hain pyasa - 2 koi bhuka jawani ka koi aashiq hain shauhrat ka mohabbat koi karta hain deewana koi daulat ka koi bhuka jawani ka koi aashiq hain shauhrat ka mohabbat koi karta hain deewana koi daulat ka har ke chahata hain dilasa sabhi ke mann mein jigyasa yaha har shaks hain pyasa - 4 jise kehte hain izzat woh toh har kone mein bikti zara socho hamari zindagi yeh kitni sasti hain jise kehte hain izzat woh toh har kone mein bikti zara socho hamari zindagi yeh kitni sasti hain ??? jaise koi ?? sabhi ke dil mein jigyasa - 2 sabhi ke dil mein jigyasa yaha har shaks hain pyasa - 3 jigyasa jigayasa - 2