Kahan Se Aaye Badarva
Verse 1
kahaan se aaye badarva, bairi - 3 kahaan se aaye badarva...... laaye yaad piya ki - 2, badarva kahaan se aaye badarva, bairi - 2
Verse 2
pyaasi dharati nain bichhaye - 2 tadap tadap ke (bulaaye badrva - 2) kahaan se aaye badarva, bairi kahaan se aaye badarva......
Verse 3
palakan mein asuvan ki ladiyaan - 2 take raah saajan ki badarva - 2 saajan ki badarva kahaan se aaye badarva, bairi kahaan se aaye badarva......
Verse 4
sukhein honth aur khaali pyaale - 2 roj pukaare (kaare badrva - 2) kahaan se aaye badarva, bairi kahaan se aaye badarva...... laaye yaad piya ki - 2, badarva kahaan se aaye badarva, bairi - 2