Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Deewana Mujhe Kar Gaya

Script

Verse 1

meri fariyaad tu khuda ke baad tu o mere baadshaah khuda iska gawaah

Verse 2

main wapas aaunga yeh vaada hai tera mukhar sakta nahi tu marr sakta nahi yeh vaada todkar mujhe yun chhod kar agar tu jaayega toh hoga bevafaa

Verse 3

tu kaat sakta nahi kisi talwar se tu ruk sakta nahi kisi deewar se utar maidan mein nikal toofan mein yeh teri jung hai lahu toh rang hai yeh beh jaay toh kya reh jaaye toh kya karishma woh dikha kahe sab marhaba rahe tu na rahe magar duniya kahe - 2 hazaaron se lada akela baadshaah akela baadshaah...

Verse 4

deewana mujhe kar gaya haai re jaana tera hoga kab aana tera deewana mujhe kar gaya haai re jaana tera hoga kab aana tera ho mujhe le aayi hai mujhe le aayi hai yaad teri aa gaya dekh deewana tera

Verse 5

tu na jaa mere baadshaah ek vaade ke liye ek vaada todd ke tu na jaa mere baadshaah ek vaade ke liye ek vaada todd ke yeh vaada hain mera - 2 main agar marr bhi gaya toh bhi waapas aaunga