Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Tum Bhi Ho Wahi

Script

Verse 1

Tum bhi ho wahi, hum bhi hai wahi Baat phir yeh kyun, ab lagti hai nayi Kya hua galat aur kya sahi Dono saath hain, sach to hai yehi

Verse 2

Yaadein bahut si reh gayi peechay kahin Yeh pyaar ab aagey hume kheechay kahin

Verse 3

Yeh door tak bechain hai sab raaste Iss haal mein tu muskara mere vaaste

Verse 4

Tum bhi ho wahi, hum bhi hai wahi Baat phir yeh kyun, ab lagti hai nayi Kya hua galat aur kya sahi Dono saath hain, sach to hai yehi

Verse 5

Ab dil dale chahe jahan ab shaam ho Parwah kya ab chahe jo anjaam ho

Verse 6

Woh asmaan ho ya zameen Humne likha pyaar ko har kahin Sheeshay ka hai har ek pal, iss mein chupa hai apna kal Tootey na ye sambhalo isse Sheeshay ka hai har ek pal, iss mein chupa hai apna kal Tootey na ye sambhalo isse

Verse 7

Tum bhi ho wahi, hum bhi hai wahi Baat phir yeh kyun, ab lagti hai nayi Kya hua galat aur kya sahi Dono saath hain, sach to hai yehi