Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Kitni Baatein (Reprise)

Script

Verse 1

Hari: kitni baatein yaaad aati hain tasveerein si ban jaati hain main kaise inhein bhoolooN, dil ko kyaa samjhaaooN Sadhana: kitni baatein kahane ki hain hoThoN par jo sahmi si hain ek roz inhein sun lo, kyuN aise gumsum ho Hari: kyuN poori ho na paayee daastaaN Sadhana: kaise aayee hain aisi dooriyaaN.. Hari: donoN ke diloN mein savaal hain, phir bhi hai Khaamoshi to kaun hai kiskaa doShi, koi kyaa kahe Sadhana: kaisi uljhanoN ke ye jaal hain, jin mein uljhe hain dil ab honaa hai kyaa haasil, koi kyaa kahe Hari: dil ki hai kaisi majbooriyaaN khoye the kaise raahoN ke nishaaN kaise aayee hain aisi dooriyaaN Sadhana: kitni baatein kahne ki hain hoThoN par jo sahmi si hain ek roz inhein sun lo, kyuN aise gumsum ho Hari: kitni baatein yaaad aati hain tasveerein si ban jaati hain main kaise inhein bhoolooN, dil ko kyaa samjhaaooN