Sawaar Loon
Verse 1
Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye Gulon ki shookhiyaan jo bhanvre aake loot gaye Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara Issi bahaane kyun na main bhi dil ka haal zara Sawaar loon.. sawaar loon.. Sawaar loon.. haye sawaar loon.. Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye (Thak thak..) Gulon ki shookhiyaan jo bhanvre aake loot gaye Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara Isi bahaane kyun na main bhi dil ka haal zara Sawaar loon.. haye sawaar loon.. Sawaar loon.. haye sawaar loon.. Baramde purane hain nayi si dhoop hai Jo palke khatkhata raha hai kiska roop hai Sharartein kare jo aise bhoolke hijab Kaise usko naam se main pukar loon Sawaar loon.. sawaar loon.. Sawaar loon.. haye sawaar loon.. Yeh saari koyalein bani hai aaj daakiyaan Kuhu kuhu mein chitthiyan padhe mazakiyaan Yeh saari koyalein bani hai aaj daakiyaan Kuhu kuhu mein chitthiyan padhe mazakiyaan Inhe kaho ki naa chhupaaye kisne hai likha bataaye Uski aaj main nazar utaar loon Sawaar loon.. haye sawaar loon.. Sawaar loon.. sawaar loon.. Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye (Thak thak..) Gulon ki shookhiyaan jo bhanvre aake loot gaye Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara Issi bahaane kyun na main bhi dil ka haal zara