Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Shikayatein

Script

Verse 1

Shikayatein.., mitane lagi (Subah bedag hai Subah bedag hai) Jo barf ko galane lagi (Kahin toh aag hai kahin toh aag hai) Na udne ki is dafa.. thaami Parindo ne bhi wafa.. jaani Andhere ko baahon mein.. leke Ujale ne ghar basaya hai.. Churaya tha jo chukaya hai.. Shikayatein.., mitane lagi (Subah bedag hai) Jo barf ko galane lagi Ek jeet tu hai Ek haar main hoon Haar jeet jode Jota main hoon Ek jeet tu hai Ek haar main hoon..o.. Batayein phir galtiyan.. ginaye Sitare jab bhi sada.. sulayein Luteron ko baagbaan.. banayein Naseebon ki baat hai Nasibon ki baat hai.. Zameer.. ki kahaani hai yeh (Yehi bairaag hai Yehi bairaag hai..) Shikaayatein.., mitane lagi Na udne ki is dafa.. thaami Parindo ne bhi wafaa.. jaani Andhere ko baahon mein.. leke Ujale ne ghar basaya hai.. Churaya tha jo chukaya hai.. Shikayatein.., mitane lagi Subah bedag hai.. Subah bedag hai..